dsense approval trick for begginer.Aaj ke samay me har koi online income karna chahata hai. kyoki aap ghar baidhe income kar sakte hai, aap koi boss nahi hota, koi fix time nahi hota. work karne ke liye full freedom hoti hai, aap aapne bed se bhi article publish kar sakte hai. ham sabhi jante hai ki blog ya website se income karne ke liye adsnese sabse best hai. apply karne se pehle progrma policies padhe.
Adsense approval tricks (jaruri) –
- sabse pehle aapke paas ek achchha blog/ website hone chahiye. domain kharida ho aur hosting bhi kharidi ho.
- minimum 10 to 15 long article with uniqe content wale publish kare.
- Blog/Website ki design attractive honi chahiye.
- jo naam aapka bank account me hai wahi payee me fill kare.
- Application me right address fill kare.
- ho sake to theme bhi kharid le.
- kisi blog se copy kiye huye article publish nahi kare.
- adsense ke liye apply karne se pehle adsense ki terms and condition ko zarur padhe.
- article likhte samay good writing skills ka use kare.
- agar adsense aapke blog ya website se approve nahi ho raha hai tab aap youtube se apply kare.
- agar aapka blog blogger par tab aap 4 to 6 months ke baad hi apply kar sakte hai.
- Jab aap adsense ke liye aaply karte hai tab, adsense aapke site/ blog ka reiview karta hai uske baad hi aapke account ko approved karta hai.
Conclusion –
adsense ke liye apply karne jaldbaji nahi kare. sabse se pehle visitor badhane par focus kare. Blog se income start hone me samaya lagta hai.agara kisi ka adsense approve nahi ho raha hai to don’t worry, aap adsense ke alternative ka use kar sakte hai. adsense se relted ya blogging se related koi question ho to aap niche comment karke puchh sakte hai.
0 comments:
Post a Comment