This website in which I bring knowledgeable Tips, hacking, games, and crack software and tips and tricks computer. Internet related information and methods of Make Money online are available from which you can read in Hindi. The main purpose of this website which we get in software money, we can crack easily and use it for free.

Article ke Liye Infographic Design Kaise Banaye free me?

Every blogger aapne reader ke liye liye kuchh nahi jankari dena chahata hai. agar aap bhi aapne readers ko kuchh naye tarike se article share karna chahate hai, phir article aaapke bahut kaam ka hai. aap apne article ki poori jaankari ek graphic ke jariye de sakte hai. isse aapke readers attract honge.

Agar aap ko infographic banaan nahi aata. No problem, is article ke jariye aap inforaphic banana aasani se sikh sakte hai. aise kai site hai jinse aap free me infographic bana sakte hai.


Infographic Design Kaise Kare ?

aaj me aapko aise site ke bbare me batane ja raha hoon jisse aap aasani se infographic bana sakte hai. aur us site ka naam hai CANVA. canva ek site hai jiska proffesional blogger article ke liye image banane me kaam lete hai.
is graphic jariye aap aasani se inforaphic banana sikh sakte hai. maine bahut easy tarike se samjhane ki koshish ki hai.

Other sites jinka use karke bhi aap inforaphic bana sakte hai.


Fiverr –  ye site free nahi hai. yaha graphic design karne ke liye aapko 5$ kharch karne pad sakte hai.

Pictochart –     is site ke jariye aap free me graphic design kar sakte hai. aap chaye to aapne account ko upgrade bhi kar sakte hai.

Conclusion –

article me infographic use karne se aapke blog ki traffic bhi increase hoti hai. ab aapinfographic design banaye aur apne blog ke articles me use kare. is article se related agar aapka koi sawal hai to aap comment box me likh sakte hai. infographic ka bahut se professional blog  use karte hai.
Aagar aapko jankari achhi lage to share zaroor kare.
Good Luck

0 comments:

Post a Comment

REQUEST HERE

Blogger Tips and TricksLatest Tips And TricksBlogger Tricks

Popular Posts

Visitor